Thursday, December 27, 2007

Arz kiya hai

Parakhna mat, parakhne main koi apna nahin rahta,
kisi bhi aayine main der tak chehra nahin rehta..
Bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna,
jahan dariya samandar se mila dariya nahin rahta!